FACTS OF KASHMIR 3
SAARI PRISTHITIYA SAMAJH ME ANE KE BAAD BHI BHARAT KE PM NE J&K KE VISESH DARJAE KO KAYAM RAKHA AUR ALAG JHANDAE,SANVIDHAN KI SWIKRIYI DE DI.PARINAMSWAROOP-
1)BHARAT KI SARKAR BHARTIYAE SANSAD DWARA PAARIT KOI BHI KANOON PRADESH KI VIDHAN SABHA KI ANUMATI KE BINA JAMMU - KASHMIR ME LAGOO NAHI KAR SAKTI.
2)JAMMU - KASHMIR KA NAGREEK BHARAT KA BHI NAGREEK HAI JABKI SESH BHARAT KA NAGREEK (RASHTRAPATI SAHIT) JAMMU KASMIR KA ASTHAI NIVASI NAHI HO SAKTA.USE VAHA SAMPATTI KHAREEDNAE AUR VOTE DENE JAISE ANEKO MAULIK ADHIKAR BHI PRAPT NAHI HAI.
3)JAMMU-KASHMIR KA RAJYAPAL YHA KA NAGREEK NA HONE KE KARAN BAHAR KA VAIKTI(VIDESHI) KAHLATA HAI.ALGAW WADI RAJYAPAL KO BHARAT KA AGENT PRACHARIT KARTAE HAI.
4) BHARTIYAE SANSAD ME PAARIT POOJA ASTHAL VIDHEYAK,SARKARI JANM NIYANTRAN KANOON AUR MANDAL COMMISSION REPORT ITYADI SAMET 100 SE ADHIK KANOON JAMMU- KASHMIR ME LAGOO NAHI KIYAE JA SAKE.
5) JAMMU KASMIR KE ALAG SANVIDHAN NE KASHMIR KE ADHIKANSH MUSLIM YUVAKO KO BHARAT KE SAATH JUDNAE NAHI DIYA.
6) EK TARAF BHARAT SARKAR APNAE KO SANSAR KA SABSE BADA PANTHNIRPEKSH RASHTRA GHOSIT KARTI HAI AUR DOOSRI TARF ISI RASHTRA KE EK ABHINN PRANT JAMMU-KASHMIR ME EK SAMUDAY KE BHUMAT KE AADHAR PAR ALAG SANVIDHAN KO MANAYATA DE RAHI HAI.

No comments:
Post a Comment