27 JUNE,1961 KO DESH KE PRATHAM PRADHANMANTRI PT NEHRU ne sabhi mukhyamantriyo ko patra likhkar avgat karaya tha ki majhab ke aadhar par kisi bhi prakar ka aarakshan na kiya jaye.isi prakar 1936 me poona pact ke baad jab agrej sarkar ne anusuchit jaati ki pahli soochi jaari ki thi jisme dharmantarit isaie v muslim ki jaatiya usme shamil karnae ki maang uthaie gayi thi,jise angrej hukumut ne asweekar kar diya tha.kintu manmohan sarkar isme bhi nahi chooki aur sacchar committe ke baad rangnath mishra ayog ka gathan karke dharmantarit isaie aur muslimo ko anusoochit jaati ka arakshan karnae hatu pairvee prarambh kar dee.prarambhik taur par rashtriyae anusuchit janjaati ayog ke adhyach buta singh ne bhi iska virodh kiya kintu sonia gandhi jaise ki sahmati dekhkar shantho gaye.
sarkar ki neetiyo ko lekar adalato ka dristikone kaafi kada raha hai sacchar committe ki sifareeshayeko na lagoo karne ke ke sambandh mekendra sarkar ke virudh dilli uuch nayalaya ne ek janhit yachika par sunvai kartae huae kendra sarkar ke vakil ko kadi fatkar lagatae huae bola
"aap gareebi se ladna chahtae hai to dharm aade kyo aa raha hai?kya yah samuday visesh ka tustikaran karnae ka prayas to nahi hai? kya yah committe isi kaam ke liyae bani hai?kya sarkar ko sabki bhalie ke liyae paisa kharch karna chahiyae ya kisi ek samuday viseh ke uutthan ke liyae?aakeer 90 muslim bahul jilae chinheet kar unme muslimo ki tarakki ke hi visesh prayas kyo kiyae gaye hai?sakar keval alpsankhyako ke uutthan ke liyae katibadh hai, bahusankhyako ke liyae kyo nahi?aap angrejo ki tarah "baato aur raj karo" ke siddhant par kyo chalna chahtae hai?
halaki yah baat alag hai ki arakshan aur kota jaise suvidhao ka labhasli jarooratmado tak pahuch nahi pata,balki creemelayer iska iska fayada jayada utthatae hai.aaj halat yah hai ki padhai, naukari,vayapar,har chetra me aarakchan ko jagah mili hui hai. yaha tak chikitsa ke chetra me bhi aarakchan lagoo hai.yah baat samagh se pare hai ki manav jeevan se jude peshe me aarakshan dena vote bank ki rajneeti ke alava kya ho sakta hai?ise to seehae taur par "rajnitik ghoos" kaha ja sakta hai.

naukariyo me muslimo ko aarakshan ki ghosna manmohan singh aur sonia gandhi jald hi karnae wale hai aur gambheer bhi hai.unhone yah ailaan kiya hua hai ki sarkar sachhar commite ki sifarishae par amal karnae ke liyae taiyar hai.chunav se pahlae muslimo ko ye seedhi riswat de jayegi.swarn hindu, gareebi me bhalae hi aidiya ragad-ragad kar mar jaye koi nahi poochega.na sdarkar, na ristaedaar, na mitra koi sahayata nahi karta lekin muslimo k0o is baat se satark rahna hoga ki chunaav se pahlae sahanubooti jatakar rajnitiok dal unse dhokha to nahi kar rahe. jo baad me nyyayik prakriya ke jaal me na phas jaye.
No comments:
Post a Comment